PANEER BHURJI KA STUFFED PRANTHA
Paneer ki bhurji banai thi buch gai to subah uska stuffed prantha bana diya.
1.....takreeban 3 katoori atta , 1 1/2 glass paani dal ker dough banaye.
2.....dough mai say ek ball lay, chotti roti balay,according to taste salt,red chilli powder dalay.
3..... 2 spoon paneer bhurji dalay, roti fold keray, baley.
4..... Taway per prantha dalay ghee laga ker dono side say golden brown keray.
5..... Serve it with mint chutney or curd.
PANEER BHUJI
1..... Ek kadahi mai 1 big spoon oil dalay, 4 onion ,4 green chilli chopped dalay light brown karay.
2..... 1/2 spoon each salt, red chilli powder, haldi dalay, 1 min bhunay ,phir 500 gm. Mashed paneer dalay.
3..... Mix it, oil chod nay tuk bhunay.
4..... Serve it with roti.
NOTE.....1.....Is may aap frozen matar bhi daal saktay hai.5 min onion k saath hi daal ker bhunay. That's
2.....Yadi aap ko usi samay paneer bhurji nahi khanna hai to, app mashed paneer dalay ,lakin usko bhunay nahi.
3.....Sirf masalay mai mix ker lay paneer mai, gas off ker k ,jub jitna khana ho sirf utna hi bhunay.
4.....Asaya kernay say paneer soft rahta hai.
5.....app ek min microwave bhi ker saktay hai paneer ko jub khanna ho.

No comments:
Post a Comment